earm money just click

ओरल कैंसर

ओरल कैंसर के कारण
सामान्य शब्दों में कहा जाए तो कोई भी ऐसी खाने वाली वस्तु जो mucosa me irritation Karti ho toh woh cancer ka karan ho sakti hai, sabhi log is baat ko jante hain ki gutkha, tambakoo ,chaini khaini khane se muh ka cancer hota hai, 
Kai patient mujhse aakar kahte hain ki sir main tambakoo chhodna chahta hoon but yeh ho nahi pa raha , koi upay bataye , maine unse kaha ki pahle is baat ko samjhiye ki तंबाकू खाने से होता क्या है?
Toh main aapko batata hoon ki तंबाकू करता क्या है ,यह एक नशे का सामान है , जब आप इसको खाते हैं तो इसके अंदर जो निकोटिन होता है यह दिमाग में जाकर रिलैक्स फील करवाता है जब आप शुरू में इसका सेवन करते हो, फिर धीरे धीरे आप इसके आदी हो जाते हो  आप को इसकी तलब लग जाती है , यह दिमाग के कोशिकाओं को धीरे धीरे करके स्लो poison ki tarah khane lagta hai , aap uske changul me poori tarah se giraftaar ho chuke ho, dus saal beet gaye usi tarah kha rahe ho , koi fikra nahi apni, but sudden sheeshe me ek din khud ko dekhte hain masudon me yeh safed daag kaisa , samjh nahi aa raha dimaag kaam nahi kar raha, aacha daant wale doctor ke paas dikha lete hain but kaam me itni व्यस्तता है कि दिखा नहीं पाए, दो महीने और बीत चुके हैं , मेरा मुंह पहले से कम खुल रहा है सफेद दाग भी फ़ैल रहा है , अब मुझे डर का अहसास हो रहा है कि कहीं मुझे कैंसर toh nahi , turant hi doctor ke paas pahunch gaye , doctor ne dekh kar inse bola agar jindagi chahte ho toh quit the Tobacco agar nahi khate raho ek din cancer ho jayega zindagi jahannam ban jayegi, uski baat sun kar mujhe samajh me aaya ki chhod dena chahiye but kaise?
Dekhiye iska ek seedha sa funda hai hum turant chhod nahi sakte but kam kar sakte hain toh agar aap din me १० pudiya khate ho toh usko ९ karo fir ८ fir ७ fir ६ fir ५  fir ४ fir ३ fir २  fir १ Aur fir ० aapki aadat chhoot jayegi aur safed daag aur muh poora kholne ke liye dawa khana hoga, aapke safed daag hamesha ke liye thik ho jayenge aur muh bhi poora khulega so aaj se abhi se tambakoo chhodo aur oral cancer se bacho.... dhanyawad।

KNOW MORE ABOUT ME

10 Killer Quora Answers on Climate Change

 10 nature's of Climate Change 1. Rising sea levels - As temperatures increase, polar ice caps are melting, causing sea levels to rise. ...